Mat Kar Itna Guroor (From "Aadmi Khilona Hai")
Mat kar itna guroor soorat pe, ae haseena

Teri soorat pe nahi, hum to teri saadgi pe marte hain

Dilbar, nazrein mila ke humko yuun dekh na

Hum to aise deewanon ki deewaangi se darte hain

Kyun hamara peecha karta hai?
Bin tere dil aanhein bharta hai
Kyun fida hai khilte rangon pe?
Naaz na kar gore angon pe
Hogi na teri-meri dosti
Acchi nahi is-qadar berukhi

Din hai tera, teri raatein hain
Ye deewaane-pann ki baatein hain
Tu hamare khwaabon mein aaye
Tu kahin pagal na ho jaaye
Ulfat hamari tere naam hai
Humko mohabbat se kya kaam hai

Husn to do din mein dhal jaaye
Kyun humein baaton mein uljaaye?
Ishq hai sadiyon ka afsaana
Tu humein lagta hai parwaana
Jaadu, sanam, tujhpe chal jaayega
Agar paas aaya to jal jaayega
Agar paas aaya to jal jaayega
Bolo, kuch to bolo

Credits
Writer(s): Pankaj Udhas, Alka Yagnik
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Kitna Haseen Chehra (From "Dilwale")
- Jeeye to Jeeye Kaise (From "Saajan")
- Payaliya (From "Deewana")
- Tum Dil Ki Dhadkan Mein (From "Dhadkan")
- Mat Kar Itna Guroor (From "Aadmi Khilona Hai")
- Woh Ladki Bahut Yaad Aati (From "Qayamat")
- O Rabba (From "Zamaana Deewana")
- Jeeta Tha Jiske Liye (From "Dilwale")
- Dil Ne Yeh Kaha Hain Dil Se (From "Dhadkan")
- Dekha Hai Pehli Baar (From "Saajan")
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.