Mann Ka Mirga, Pt. 2

Ret ke tukde pani se dikhte hai
Ya naino ke dhoke hai
Manzil bhi apna roop badlti hai
Raste ajab hote hai
Kaisa safar hai yeh
Kuchh na nazar aaye
Uljhi paheli hai yeh
Koi to suljhaye
Har subha ki har sham bhi
Sinduri kaha hai

Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha dhoondh raha
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha dhoondh raha

Zameen se falak
Tak hai bahe pasare
Aaj dil bhi to sikandar hai yaha
Koi to samjhye ke sach ya fasana
Ab kaisa aaj manzar hai yaha
Koi to padh leta khuli yeh kitabe
Jo hai bahir hai wohi anadar hai yaha

Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha dhoondh raha
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga dhoondh
Raha kastoori kaha hai
Mann ka mirga mann ka mirga
Dhoondh raha dhoondh raha



Credits
Writer(s): Dr Sagar, Vipin Patwa
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link