Kabhi Na Kabhi
Kabhi na kabhi toh miloge kahin pe, humko yaqeen hai

Ho, kabhi na kabhi toh miloge kahin pe, humko yaqeen hai

Teri zindagi meri zindagi hai
Tere bina na hum jee sakenge yahaan ek pal

Hoga jahaan pe andhere ka savera
Hoga wahin pe humara bhi basera
Manzil wahin hai, jahaan hai tumhara nishan, ho
Jeena hai, mar jaana hai (mar jaana hai)
Kuch aisa kar jaana hai (kar jaana hai)
Zinda rahe pyaar ki dastaan, dastaan, haan

Dil pe khayaalon ki barf jami hai
Bheega hai aalam, nigaahon mein nami hai
Kis bhool ki jaane humko mili hai saza, ho
Sab zakhm gehre se hain (gehre se hain)
Lamhaat thehre se hain (thehre se hain)
Tham jaayega dard ka silsila, silsila, haan

Tere bina na hum jee sakenge yahaan
Ho, teri zindagi meri zindagi hai

Credits
Writer(s): Sameer
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.