Yeh Nigahein

Yeh nigahein, nigahein, nigahein, jhuki jhuki
Apni aahein labon ki hadon par ruki ruki
Haaye yeh nigahein, nigahein, nigahein, jhuki jhuki
Apni aahein labon ki hadon par ruki ruki
Haaye mehfil mehfil kyun deewana, yeh parwana ghumta hai
Jal jayega janta hai, toh kyun shama ko chumta hai

Yeh nigahein nigahein nigahein jhuki jhuki
Khoobsurat si surat hai inmein basi basi

Ki sharbati in aankhon basa hai kaun bolo
Ke bolo na palak utha ke raaz-e-dil toh kholo
Jo tum nahi toh ghum nahin
Shamaye bhi toh kam nahin
Kal honge hum nahin

Yeh nigahein, nigahein, nigahein, jhuki jhuki
Apni aahein labon ki hadon par ruki ruki
Mehfil mehfil yeh deewana, parwana ghumta hai
Jal jayega janta hai, par shama ko chumata hai

Nazar mili toh ek keher sa banke toot legi
Yeh khwahishein hayaa ki sarhadon ko tod dengi

Haan. jaaona aji jaao bhi ja ja jaaona han jaao bhi
Zindagi mein waise bhi ghum koi kam nahi

Yeh nigahein, nigahein, nigahein, jhuki jhuki
Khoobsurat si surat hai inmein basi basi
Mehfil mehfil yeh deewana, parwana ghumta hai
Jal jayega janta hai, par shama ko chumata hai

Yeh nigahein nigahein nigahein jhuki jhuki
Apni aahein labon ki hadon par ruki ruki
Mehfil mehfil yeh deewana, parwana ghumta hai
Jal jayega janta hai, par shama ko chumta hai.

Credits
Writer(s): Shantanu Moitra, Swanand Kirkire
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link