Yeh Safar

Ye safar bhee kithna suhana hai
Ye safar bhee kithna suhana hai
Aage hum hain, peechhe zamana hai
Aage hum hain, peechhe zamana hai

Saath jab tum ho, dil deewaanaa hai
Saath jab tum ho, dil deewaanaa hai
Ishq kee thokar mein zamana hai
Ishq kee thokar mein zamana hai

Hamsafar tum ho aur tumheen manzil
Hamsafar tum ho aur tumheen manzil

Gam kise, kitni door jaanaa hai
Gam kise, kitni door jaanaa hai
Saath jab tum ho, dil deewaanaa hai
Ishq kee thokar mein zamana hai

Khwaab jo hain teri in aankhon mein
Khwaab jo hain teri in aankhon mein

Zindagi ko inase sajaana hai
Zindagi ko inase sajaana hai
Ye safar bhee kithna suhana hai
Aage hum hain, peechhe zamana hai

Ye jo chhota sa hai chaman apana
Ye jo chhota sa hai chaman apana

Ismein nanha sa gul khilaanaa hai
Ismein nanha sa gul khilaanaa hai
Saath jab tum ho, dil deewaanaa hai
Ishq kee thokar mein zamana hai
Ishq kee thokar mein zamana hai



Credits
Writer(s): Majrooh Sultanpuri, N/a Khaiyyaam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link