Afsana Likh Rahi Hoon (From "Dard")

Aankhon me rang bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon
Haansil hai yun to mujhako zamane ki
daulate
Zamane ki daulate
Haansil hai yun to mujhako zamane ki
daulate
Zamane ki daulate
Lekin nasib laayi
Lekin nasib laayi hoon ik sogavar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon
Aaja ki ab to aankh mein aansu bhi aa
gaye
Aansu bhi aa gaye
Aaja ki ab to aankh mein aansu bhi aa
gaye
Aansu bhi aa gaye
Sagar chhalak utha
Sagar chhalak utha mere sabr-o-qaraar ka
Aankhon mein rang bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon
Dil-e-beqaraar ka
Aankhon mein rag bhar ke tere intezar ka.



Credits
Writer(s): Shakeel Badayuni
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link