Waada Raha Sanam (From "Khiladi")
Aa-ha-ha-ha-ha, aa-ha-ha-ha-ha
Aa-aa-aa-ha-ha-ha-ha
Waada raha, sanam, honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Humari chaahaton ka mit na sakega fasana
Humari chaahaton ka mit na sakega fasana
Waada raha, sanam, honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Humari chaahaton ka mit na sakega fasana
Humari chaahaton ka mit na sakega fasana
In waadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
In waadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
Ye maanga hai duaon mein
Kami na ho wafaon mein
Rahein teri nigaahon mein
Likho na ye fizaon mein, oh, saajna
Humari chaahaton ka mit na sakega fasana
Humari chaahaton ka mit na sakega fasana
Kaisi udaasi tere chehre pe chhaayi?
Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi?
Kaisi udaasi tere chehre pe chhaayi?
Kya baat hai jo teri aankh bhar aayi?
Dekho toh kya nazare hain
Tumhari tarah pyaare hain
Haso na mere liye tum
Sabhi toh ye tumhare hain, oh, jaan-e-jaan

Mmm-hmm-hmm, hmm-hmm-hmm-hmm
Mmm-hmm, hmm-hmm-hmm, mmm-hmm-hmm

Credits
Writer(s): Jatin Lalit, Rishi Rekhi, Anwar Nawab
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Jab Koi Baat Bigad Jaye (From "Jurm")
- Pari Pari (From "Hungama")
- Waada Raha Sanam (From "Khiladi")
- Bahut Pyar Karte Hai (Male Version) [From "Saajan"]
- Rafta Rafta (From "Hulchul")
- Chura Ke Dil Mera (From "Main Khiladi Tu Anari")
- Pehli Baar Dil Ye (From "Hum Ho Gaye Aap Ke")
- Saathiya Toone Kya Kiya (From "Love")
- Bas Ek Tamanna Hai (From "Salaami")
- Judaai Judaai (From "Judaai")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.