Kalabaaz Dil
Aate aate tehar gaya hoga
Koi dill se utar gaya hoga
Jo andhere me chupke betha hai
Apne saaye se darr gaya hoga
Nadaan Kiya Dhoonde Hai Tu Akhbaar Main
Har Cheez To Bikti Naheen Bazaar Main
Hans Ke Agar Ik Baar Tu Jo Maang Le
Dil To Hai Kia Jaan Waar Doon Main Pyaar Main
Phande Hain Teri Yeh Baaten
Hain Jaal Yeh Zulf Ki Raaten
Mujh Ko Nahi In Main Tu Lagna
Rakh Husn Ki Yeh Soghaaten
Mere Liye Kaafi Hain Jo
Paaya Hai Daghaa...
Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Kisi Ki Wafa Pe. Haayeee
Kisi Ki Wafa Pe Koi Aur Mare...
Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Kalabaaz Dil, Kalabaaz Haayeee
Kalabaaz Kalabaaziyaan
Kalabaaz Dil, Kalabaaz Dil
Marta Hai Zamana (Pagal Hai)
Phirta Hai Deewana (Mushkil Hai)
Qisse Bante Hain (Jhoote Hen)
Sikke Girte Hain (Khote Hen)
Yun Maar Par Taane Na Maar Saiyaan
Ho Ik Baar Tujhe Parkha Hai
Wo Rang Tera Dekha Hai
Ho Gud Jesa Jo Meetha Hai
Wo Zehar Bhi To Chakha Hai
Teri Chakkiyon Men Main To
Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Kisi Ki Wafa Pe. Haayeee
Kisi Ki Wafa Pe Koi Aur Mare
Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen
Katra Ke Na Jaiyo (Jane De)
O Mujhe Apna Banaiyo (Rehne De)
Main Mast Bhri Hoon (Banti Hai)
Tera Naam Jadi Hoon (Ghalti Hai)
Mere Yaar Yaar Main Haar Haar Gaiyaan
Tu Ek Hawa Ka Jhonka
Ur Jaaye Mile Jab Moqa
Dawa Jo Kare Chahat Ka
Dhoka Hai Sarasar Dhoka
Jahan Main Hoon Chor Meri
Sahi Hai Jaga
Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen
Meri Bebasi Pe. Haayee
Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen
Koi dill se utar gaya hoga
Jo andhere me chupke betha hai
Apne saaye se darr gaya hoga
Nadaan Kiya Dhoonde Hai Tu Akhbaar Main
Har Cheez To Bikti Naheen Bazaar Main
Hans Ke Agar Ik Baar Tu Jo Maang Le
Dil To Hai Kia Jaan Waar Doon Main Pyaar Main
Phande Hain Teri Yeh Baaten
Hain Jaal Yeh Zulf Ki Raaten
Mujh Ko Nahi In Main Tu Lagna
Rakh Husn Ki Yeh Soghaaten
Mere Liye Kaafi Hain Jo
Paaya Hai Daghaa...
Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Kisi Ki Wafa Pe. Haayeee
Kisi Ki Wafa Pe Koi Aur Mare...
Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Kalabaaz Dil, Kalabaaz Haayeee
Kalabaaz Kalabaaziyaan
Kalabaaz Dil, Kalabaaz Dil
Marta Hai Zamana (Pagal Hai)
Phirta Hai Deewana (Mushkil Hai)
Qisse Bante Hain (Jhoote Hen)
Sikke Girte Hain (Khote Hen)
Yun Maar Par Taane Na Maar Saiyaan
Ho Ik Baar Tujhe Parkha Hai
Wo Rang Tera Dekha Hai
Ho Gud Jesa Jo Meetha Hai
Wo Zehar Bhi To Chakha Hai
Teri Chakkiyon Men Main To
Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Kisi Ki Wafa Pe. Haayeee
Kisi Ki Wafa Pe Koi Aur Mare
Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen
Katra Ke Na Jaiyo (Jane De)
O Mujhe Apna Banaiyo (Rehne De)
Main Mast Bhri Hoon (Banti Hai)
Tera Naam Jadi Hoon (Ghalti Hai)
Mere Yaar Yaar Main Haar Haar Gaiyaan
Tu Ek Hawa Ka Jhonka
Ur Jaaye Mile Jab Moqa
Dawa Jo Kare Chahat Ka
Dhoka Hai Sarasar Dhoka
Jahan Main Hoon Chor Meri
Sahi Hai Jaga
Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen
Meri Bebasi Pe. Haayee
Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen
Credits
Writer(s): Shiraz Uppal, Shoail Shakeel
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.