Aap Ki Khatir (Unplugged Version) [From "Aap Ki Khatir"]
Dard Ke Tufan Dil Mein Uthte Hai
Lamhe Sadiyon Ki Tarah Katte Hai
Hum Mitane Chahe Jo Kabhi
Aapke Naksh Kaha Mitte Hai
Hamesha Tanhaiyo Ki Majhlish Me
Aapka Humne Intzar Kiya
Aap Ki Khatir Kambakt Dil Ne
Dard Mein Simti Hui Gahraiyo
Se Bhi Pyaar Kiya
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma
Apne Saare Arma
Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Aapki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Ishq Bhi Kya Chiz Hai
Isme Hosh Rahta Nahi
Yeh Toh Hai Silsila Chaino Sukun Ka
Dil Ke Junu Ka Aafri
Ishq Bhi Kya Chiz Hai
Isme Hosh Rahta Nahi
Yeh Toh Hai Silsila Chaino Sukun Ka
Dil Ke Junu Ka Aafri
Aapki Bato Se Mulakato Se
Khyalo Se Hua Main Hua Bada Hi Mutasir
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Aapki Khatir
Aapki Khatir
Kabhi Kabhi Toh Hoti Hai
Yahan Mukamme Aashiki
Kayi Karwate Legi Yeh Jindagi
Badle Na Nazar Aapki
Kabhi Kabhi Toh Hoti Hai
Yahan Mukamme Aashiki
Kayi Karwate Legi Yeh Jindagi
Badle Na Nazar Aapki
Aap Ko Batau Kaise
Yara Samjhau Kaise
Saath Aisa Milega Na Fir
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Lamhe Sadiyon Ki Tarah Katte Hai
Hum Mitane Chahe Jo Kabhi
Aapke Naksh Kaha Mitte Hai
Hamesha Tanhaiyo Ki Majhlish Me
Aapka Humne Intzar Kiya
Aap Ki Khatir Kambakt Dil Ne
Dard Mein Simti Hui Gahraiyo
Se Bhi Pyaar Kiya
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma
Apne Saare Arma
Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Aapki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Ishq Bhi Kya Chiz Hai
Isme Hosh Rahta Nahi
Yeh Toh Hai Silsila Chaino Sukun Ka
Dil Ke Junu Ka Aafri
Ishq Bhi Kya Chiz Hai
Isme Hosh Rahta Nahi
Yeh Toh Hai Silsila Chaino Sukun Ka
Dil Ke Junu Ka Aafri
Aapki Bato Se Mulakato Se
Khyalo Se Hua Main Hua Bada Hi Mutasir
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Aapki Khatir
Aapki Khatir
Kabhi Kabhi Toh Hoti Hai
Yahan Mukamme Aashiki
Kayi Karwate Legi Yeh Jindagi
Badle Na Nazar Aapki
Kabhi Kabhi Toh Hoti Hai
Yahan Mukamme Aashiki
Kayi Karwate Legi Yeh Jindagi
Badle Na Nazar Aapki
Aap Ko Batau Kaise
Yara Samjhau Kaise
Saath Aisa Milega Na Fir
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahaan Hai Hazir
Apne Saare Arma Kar Du Main Jahir
Kar Du Main Jahir
Credits
Writer(s): Sameer, Himesh Vipin Reshammiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Laila (Remix Version) [From "Tezz"]
- Tezz (Remix Version) [Male Version] [From "Tezz"]
- Rishte Naate (Remix Version) [From "De Dana Dan"]
- Baamulaiza (Remix Version) [From "De Dana Dan"]
- Aap Ki Khatir (Unplugged Version) [From "Aap Ki Khatir"]
- Meethi Meethi Batan (Remix Version) [From "Aap Ki Khatir"]
- Tu Hi Mera (Remix Version) [From "Aap Ki Khatir"]
- Marmari Baahein (Remix Version) [From "Maan Gaye Mughall-e-Azam"]
- Shake it Saiyyan (Hip - Hop Mix Version) [From "Rascals"]
- Andarlu Mandarlu (Remix Version) [From "Elaan"]
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.