Aap Ki Khatir (Unplugged)
Dard ke toofan dil mein uthte hain
Lamhe sadiyon ki tarah kat-te hain
Hum mitaana chahe jo kabhi
Aapke naksh kahan mit-te hain
Hamesha tanhaiyon ki majlis mein aapka intezaar kiya
Aap ki khatir kambakht dil ne
Dard mein simti hui gehraiyon se bhi pyaar kiya
Aap ki khatir mere dil ka jahaan hain haazir

Apne saare armaan
Apne saare armaan
Kar du main zaahir

Yun armaanon pe chhaaeinge shafaq chahat ke
Socha na tha kabhi
Yun hamare chain ko itni taqleef pahunchayenge lamhe aapke mohabbat ke
Socha na tha kabhi
Yun aapki kashish ka jaadu chalega jism-o-jahan pe
Ki aap hi aap nazar aayenge anjuman mein
Sehra mein, zameen-aasmaan pe

Ishq bhi kya cheez hai, ismein hosh rehta nahi
Yeh toh hai silsila chain o sukun ka dil ke junoon ka afareen

Aapki baaton se mulaakaton se khayalon se
Hua main hua bada hi mudasir

Humne aapse ummeed ki bhi to kya
Thodi si shiddat, thodi si wafa
Yun hamari itni si guzaarish qubool karne ke liye
Aap humein itna tarsayenge
Socha na tha kabhi
Yun hamare khwabon ko muqammal karne ke liye
Is kadar aap humein pal pal tadpayenge

Aap ki khatir
Aap ki khatir
Kabhi kabhi toh hoti hai, yahaan muqammal aashiqui
Kai karvatein legi yeh zindagi badle na nazar aapki

Aapko bataaun kaise yaaran samjhaaun kaise
Saath aisa milega na phir

Credits
Writer(s): Sameer, Himesh Reshammiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Aap Ki Khatir
- I Love You for What You Are
- Meethi Meethi Batan
- Afsana
- Tu Hi Mera
- Aap Ki Khatir (Remix Version)
- Keh Do Na
- Tu Hai Kamaal
- Meethi Meethi Batan (Remix Version)
- I Love You for What You Are (Remix Version)
All Album Tracks: Aap Ki Khatir (Original Motion Picture Soundtrack) >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.