Ala Baali (Coke Studio Season 9)

Doori se nah ho kam dilon ka raabitah
Ehsaas mein jo ho koyi rahta
Haail samandar bhi agar ho darmiyaan
Milta hai milne ka koyi rastah

Maa'loom bhi nah ho kih hai yeh kya
Be-dard sa yeh dard hai kaisa

'Ala baali
'Ala baali
'Ala baali anta qalbi
'Ala baali anta habeebi
'Ala baali anta qalbi
'Ala baali anta habeebi

Dil maange yaar noon ho ru-ba-ru
Apne dil-daar noon har su
Dil maange yaar noon ho ru-ba-ru
Apne dil-daar noon har su

Har haal khayaal hai tera
Lagta naheen dil mera
Meri raat ka tu hai sawera
Naheen din tere bin mera

Hai tu khush-bu, main rang tera
Kaheen nah jaana
Maa'loom bhi nah ho kih hai yeh kya
Be-dard sa yeh dard hai kaisa

'Ala baali
'Ala baali
'Ala baali anta qalbi
'Ala baali anta habeebi
'Ala baali anta qalbi
'Ala baali anta habeebi

Naeen langhda waqt wichhoṛe da
Bin yaar guzaarah kaun kare
Ek din howe te langh jaawe bullhiya
Saari 'umr guzaarah kaun kare
Ek din howe te langh jaawe bullhiya
Saari 'umr guzaarah kaun kare

Ho akhiyaan di hai khata dil ko saza
'Umraan da rog hai aisa
Ho akhiyaan di hai khata dil ko saza
'Umraan da rog hai aisa

Koyi raah nikalti jaaye
Tere paas bulaaye
Koyi moṛ hamen bhi milaaye yeh aas nah jaaye
Jeena tere bina kabhi nah
Yahi hai kehna

Maa'loom bhi nah ho kih hai yeh kya
Be-dard sa yih dard hai kaisa

'Ala baali
'Ala baali
'Ala baali anta qalbi
'Ala baali anta habeebi
'Ala baali anta qalbi
'Ala baali anta habeebi
'Aal baali
'Ala baali
'Ala baali
'Ala baali
'Ala baali
'Ala baali anta habeebi



Credits
Writer(s): Shiraz Uppal, Shakil Sohail
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link