Dheeme Se
Dheeme se inn saanson mein
Kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Kaun sa mil gaya
Do dil dono ki hai ye saazish
Ya hai armaano ki ye guzarish
Dheeme se inn saanson mein
Kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Jaane kaun sa mil gaya
O...
Dheeme se. dheeme se.
Dheeme dheeme se
(Poetry)
Ye dil hi hai ya dil mein koi aur hai
Ye jo bheegi boondhein in palkon se bhichdi hain
Teri beeti hui yaadon ki sooni galiyon se guzri hain
Ye muskurahat jo honthon mein chhupaye ho tum
Ye gham ki konsi aafat uthaye ho tum
Khayalon ke is narm mulayam chadar par
Ye kisne basera banaya hai
Shayad tum hi ho
Chal rahi hai koshishein
Rooh ko raah mile raaste
Mere mude tu jahan
Saans ki juban tale
Sau baatein teri mile
Aasra naseeb mein ho tera
Do dil dono ki hai ye saazish
Ya hai armaano ki ye guzarish
Dheeme se inn saanson mein
Kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Jaane kaun sa mil gaya
Dheeme se. dheeme se.
Dheeme dheeme se
Kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Kaun sa mil gaya
Do dil dono ki hai ye saazish
Ya hai armaano ki ye guzarish
Dheeme se inn saanson mein
Kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Jaane kaun sa mil gaya
O...
Dheeme se. dheeme se.
Dheeme dheeme se
(Poetry)
Ye dil hi hai ya dil mein koi aur hai
Ye jo bheegi boondhein in palkon se bhichdi hain
Teri beeti hui yaadon ki sooni galiyon se guzri hain
Ye muskurahat jo honthon mein chhupaye ho tum
Ye gham ki konsi aafat uthaye ho tum
Khayalon ke is narm mulayam chadar par
Ye kisne basera banaya hai
Shayad tum hi ho
Chal rahi hai koshishein
Rooh ko raah mile raaste
Mere mude tu jahan
Saans ki juban tale
Sau baatein teri mile
Aasra naseeb mein ho tera
Do dil dono ki hai ye saazish
Ya hai armaano ki ye guzarish
Dheeme se inn saanson mein
Kaun ye sama gaya
Naino ko khawab ye
Jaane kaun sa mil gaya
Dheeme se. dheeme se.
Dheeme dheeme se
Credits
Writer(s): Manoj Yadav
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.