Humrahi

Kuch nai mangoon
Bas hai mera ek sapna

Dunya se kya lena dena
Bas chahiye ek apna

Hooo

Dharkan
Khawahish
Barish
Boondein
Aur ho koi apna

Us se mil k mausam badlay
Aur lage sab apna

Mein kahan aur mere khayal kahan
Teri yaad hai per visaal kahan

Baat banti nahi banane se
Reet hai yehi zamanay se

Ab k jo palat k dekhun
Sehmi si hain rahein

Thamein mere sapno ko
Khamoshi se bhulaye

Dil se jo dua de
Aysa hai mera humrahi
Meethi si saza de
Aysa hai mera humrahi

Hoooo

Dharkan
Khawahish
Barish
Boondein
Aur ho koi apna

Us se mil k mausam badlay
Aur lage sab apna

Hoo

Meri chahaton ka sawaal jahan
Us ki pyar ki misaal wahan

Baat banti nahi banane se
Reet hai yehi zamanay se
Ab k jo palat k dekhun
Sehmi si hain rahein

Thamein mere sapno ko
Khamoshi se bhulaye

Dil se jo dua de
Waisa hai mera humrahi
Meethi si saza de
Waisa hai mera humrahi

Hoooo
Dharkan
Khawahish
Barish
Boondein
Aur ho koi apna
Us se mil k mausam badlay
Aur lage sab apna
(Alaaps)

Dharkan
Khawahish
Barish
Boondein
Aur ho koi apna
Us se mil k mausam badlay
Aur lage sab apna
Dil se jo dua de
Waisa hai mera humrahi
Hum Rahiii



Credits
Writer(s): Atif Aslam, Farhad Humayun, Mahmood Rahman, Sameer Shami, Sarmad Ghafoor, Shahzad Aslam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link