Chal Kahin Door

Khamoshi ke chehre thhe ya
Lagta hai ke dhoop khili
Kitne din ke baad main has ke
Apne aap se aaj mili

Chal kahin door chalein
Chal kahin door chalein
Chal kahin door chalein

Ranjish aur ruswayion se
Bewajah bechaniyon se

Uljhe raston se
Dard ke sab bandhano se
Khush nahi hai dil tu jin se
Apni hi unn uljhano se

Chal kahin door chalein
Chal kahin door chalein
Chal kahin door chalein

Ho. kholenge-kholenge bahon ka ghera
Kholenge-kholenge bahon ka ghera
Jo chahe kar le andhera
Suraj jaisa khilta chehra

Waada kiya waada kiya khud se hi waada kiya
Tootungi main na kabhi
Pakki hai yeh baat bhi
Ghum se hai mujhko karna kinara

Aisa hona hai dil aisa hona hai dil
Main hi rasta main hi manzil
Main hi mehfil main hi ronak
Khud ko karna hai haasil
Mere woh hain jo mere kaabil
Khali logon se lamhon se aa... ae dil

Hon faasle hon faasle
Hon faasle hon faasle

Chal kahin door chalein
Chal kahin door chalein
Chal kahin door chalein

Mmmm... mmm

Chal kahin door chalein
Chal kahin door chalein
Chal kahin door chalein



Credits
Writer(s): A. R. Rahman, Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link