Afiya

Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe hai bhi kya

Maan tera chahein sirf wafayen
Bepanah, bepanah
Teri ibadat, tera yakeen hai
Afiya afiya
Maan tera chahein sirf wafayen
Bepanah, bepanah
Teri ibadat, tera yakeen hai
Afiya afiya
Ik dua baas ik dua
Aur toh kuch maanga na tha
Kyun hai sab tujhse khafa
Is tarah
Is tarah
Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe, hai bhi kya
Kyun hai mehfil tanha tanha
Nazron mein hai sehra sehra
Kyun hai subha shab ki tarah
Har lamha hai thehra thehra
Naa nur ki hai barsaate
Na chain sukoon ki baatein
Hai khuda bata de ab toh kya hai maajra
Gum sum gum sum sa pal pal
Gam kin sa aalam hai
Chutey apne hai saare
Ashqo ka yeh mausam hai
Ab kaisa yeh dastur
Sab tujhse hai dur
Koi samjhey na tera jazhbat
Maan tera chahein sirf wafayen
Bepanah, bepanah
Teri ibadat, tera yakeen hai
Afiya afiya
Ik dua baas ik dua
Aur toh kuch maanga na tha
Kyun hai sab tujhse khafa
Is tarah
Is tarah
Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe, hai bhi kya
Afiya maan mein afiya
Aur kahin pe, hai bhi kya



Credits
Writer(s): Amitabh Verma, Mithun Naresh Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link