Mere Rashke Qamar

Mere rashke qamar tune pehali nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehali nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehali nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Jab nazar se milayi maza aa gaya

Bark si geer gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
Jaam mein ghol kar husan ki mastiyaan
Chandani muskurayi maza aa gaya

Ho be hizjabaana woh saamne aa gaye
Aur jawaani jawaani se takra gayi
Aur jawaani jawaani se takra gayi

Aankh unki ladi yu meri aankh se
Aankh unki ladi yu meri aankh se
Dekh kar yeh ladai maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehali nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya

Aankh mein thi hayaa har mulaqaat par
Surkh aareez huye vassal ki baat par
Surkh aareez huye vassal ki baat par
Usne sharma ke mere sawalaat pe
Usne sharma ke mere sawalaat pe
Aise gardan jhukaayi maza aa gaya

Mere rashke qamar tune pehali nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Mere rashke qamar tune pehali nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Bark si geer gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagayi maza aa gaya
Jaam mein ghol kar husan ki mastiyaan
Chandani muskurayi maza aa gaya



Credits
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Manoj Muntashir Shukla, Reegdeb Das, A1 Melody Master
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link