Tere Bin
Bheed mein bhi hum tanha rahein tere gum ne yeh haalat kar di
Kabhi khud ke liye kuchh soch sake itani bhi nahi fursat di
Aankhon ki talash jo hai, woh hai tera chehra
Dhadkan dil ke paas toh hai, lekin hai bewajah
Main hoon shaukh se abb koi patta tuta huva
Mujhko yeh hawaayein udaati phire har jagah
Ke bin tere jeena nahi, haan bin tere jeena nahi
Na bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi

Chahe jitne bhi aansu bahein
Saansein seene mein chubhati rahein, muskura kar har gum sahein
Dil se ho kam kabhi na yeh dard tera, phool jaisa lage har zakhm tera
Inko mujhko toh seena nahin, ke bin tere jeena nahi

Teri yaadon mein har pal kate, khud se teri hi baatein karein
Dil khijaaon sa banjar rahein
Humko manjoor hai har sitam tera, berukhi bhi teri bewafapan tera
Jaam kushiyon ka peena nahi, ke bin tere jeena nahi

(Ke bin tere jeena nahi, haan bin tere jeena nahi
Na bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi)

Credits
Writer(s): Kumaar, Jaidev Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Kahani Ayodhya Dham Ki
- Raghupati Raghav Raja Ram - Single
- Falak Dekhun (Hip Hop Remix) - Single
- Ada (Hip Hop Remix) - Single
- Nali Topi Bala (From "Suhaga Sindura") - Single
- Maiya Ji Meri Aaj
- Maiya Ni Mandir Tere langar
- Tu Sone Ka Chattar Chadha Na Chadha
- Rang Hokar Tere Rango Main
- Jholi Bhar De Daya Ab Kar De
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.