Dil Mera Ek Aas Ka Panchhi
Dil mera ek aas ka panchhi
Udta hai uunche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chand ki ujli zameen par
Dil mera ek aas ka panchhi
Udta hai uunche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chand ki ujli zameen par
Dil mera ek aas ka panchhi
Ye duniya hai naujawano ki
Zamana hai naujawano ka
Hawayein bhi gungunaati hai
Taraana hum naujawano ka
Ye duniya hai naujawano ki
Zamana hai naujawano ka
Hawayein bhi gungunaati hai
Taraana hum naujawano ka
Badlegi ik din ye hasti
Chamkega ek din muqaddar
Aayega jhoomta savera
Jeewan mein roshni ko lekar
Dil mera ek aas ka panchhi
Udta hai uunche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chand ki ujli zameen par
Dil mera ek aas ka panchhi
Kabhi manzil bhi mil jaayegi
Abhi to har aas baaki hai
Ummiidon par naubaharein hai
Jahaan tak ye saans baaki hai
Kabhi manzil bhi mil jaayegi
Abhi to har aas baaki hai
Ummiidon par naubaharein hai
Jahaan tak ye saans baaki hai
Puri hogi har tamanna
Chhu lunga asaman ko badhkar
Raahi to ruk na sakega
Duniya ke raston pe chalkar
Dil mera ek aas ka panchhi
Udta hai uunche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chand ki ujli zameen par
Dil mera ek aas ka panchhi
Udta hai uunche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chand ki ujli zameen par
Dil mera ek aas ka panchhi
Udta hai uunche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chand ki ujli zameen par
Dil mera ek aas ka panchhi
Ye duniya hai naujawano ki
Zamana hai naujawano ka
Hawayein bhi gungunaati hai
Taraana hum naujawano ka
Ye duniya hai naujawano ki
Zamana hai naujawano ka
Hawayein bhi gungunaati hai
Taraana hum naujawano ka
Badlegi ik din ye hasti
Chamkega ek din muqaddar
Aayega jhoomta savera
Jeewan mein roshni ko lekar
Dil mera ek aas ka panchhi
Udta hai uunche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chand ki ujli zameen par
Dil mera ek aas ka panchhi
Kabhi manzil bhi mil jaayegi
Abhi to har aas baaki hai
Ummiidon par naubaharein hai
Jahaan tak ye saans baaki hai
Kabhi manzil bhi mil jaayegi
Abhi to har aas baaki hai
Ummiidon par naubaharein hai
Jahaan tak ye saans baaki hai
Puri hogi har tamanna
Chhu lunga asaman ko badhkar
Raahi to ruk na sakega
Duniya ke raston pe chalkar
Dil mera ek aas ka panchhi
Udta hai uunche gagan par
Pahunchega ek din kabhi to
Chand ki ujli zameen par
Dil mera ek aas ka panchhi
Credits
Writer(s): Jaikshan Shankar, Jaipuri Hasrat
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.