Aashista
Aur aahista kijiye baatein, dhadkanein koyi sun raha hoga

Lafz girne na paayein hothon se, waqt ke haath inko chun lenge
Kaan rakhte hain yeh dar-o-deewaar, raaz ki saari baat sun lenge
Aur aahista kijiye baatein
Aise bolo ki dil ka afsana, dil sune aur nigaah dohraaye

Apne chaaron taraf ki yeh duniya, saans ka shor bhi na sun paaye
Na sun paaye

Aayiye band kar lein darwaaze, raat sapnein chura na le jaaye

Koi jhonka hawa ka awaara, dil ki baaton ko uda na le jaaye
Na le jaaye

Aaj itne kareeb aa jao, dooriyon ka kahin nishaan na rahe

Aise ek doosre mein gum ho jaaye, faasla koyi darmiyaan na reh jaaye
Na reh jaaye

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
Altri album
- Tum Aye Zindagi Mein
- A Musical Tribute To Legendary Singer Pankaj Udhas
- Remembering Pankaj Udhas
- Chitthi Aai Hai (Jhankar Beats) - Single
- Tamari Yaad Ma
- Ghungaru Toot Gaye (Asha Bhosle Hits)
- Kisi Ne Bhi to Na Dekha (LoFi Flip) - Single
- Na Kajre Ki Dhar (Lo - Fi Remix) - Single
- Hanuman Chalisa (LoFi)
- Ek Hi Maqsad (Original Motion Picture Soundtrack)
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.