Allah Ke Bande

Toota-toota, ek parinda aise toota
Ke fir jud na paaya
Loota-loota, kisne usko aise loota
Ke fir ud na paaya?

Oh, toota-toota, ek parinda aise toota
Ke fir jud na paaya
Loota-loota, kisne usko aise loota
Ke fir ud na paaya?

Girta hua woh aasmaan se
Aakar gira zameen par
Khwabon mein fir bhi baadal hi the
Woh kehta raha magar

Ke Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega
Allah ke bande, hans de, Allah ke bande

Kho ke apne par hi toh usne tha udna seekha
Kho ke apne par hi toh...
Kho ke apne par hi toh usne tha udna seekha

Gham ko apne saath mein le-le
Dard bhi tere kaam aayega

Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega
Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega

Tukde-tukde ho gaya tha har sapna jab woh toota
Tukde-tukde ho gaya tha...
Tukde-tukde ho gaya tha har sapna jab woh toota

Bikhre tukdon mein
Allah ki marzi ka manzar paayega

Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega
Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega

Toota-toota, ek parinda aise toota
Ke fir jud na paaya
Loota-loota, kisne usko aise loota
Ke fir ud na paaya?

Girta hua woh aasmaan se
Aakar gira zameen par
Khwabon mein fir bhi baadal hi the
Woh kehta raha magar

Ke Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega
Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega

Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega
Allah ke bande, hans de, Allah ke bande
Allah ke bande, hans de, jo bhi ho, kal fir aayega

Credits
Writer(s): Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link