Hawayein (From "Jab Harry Met Sejal")
Tujhko main rakh loon wahan
Jahan pe kahin hai mera yaqeen
Main jo tera na hua
Kisi ka nahin, kisi ka nahin
Le jaayein jaane kahan hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahan hawayein, hawayein?
Begani hain yeh baaghi hawayein, hawayein
Le jaayein mujhe kahan hawayein, hawayein?
Le jaayein jaane kahan
Na mujhko khabar, na tujhko pata
Oh-oh-oh (hawayein, hawayein)
Oh-oh-oh (hawayein, hawayein)
Oh-oh-oh (hawayein, hawayein)
Oh-oh-oh (hawayein, hawayein)
Banaati hain jo tu
Woh yaadein jaane sang mere kab tak chalein
Inhin mein toh meri
Subah bhi dhale, shaamein dhalein, mausam dhalein
Khayaalon ka sheher
Tu jaane tere hone se hi aabaad hai
Hawayein haq mein
Wohi hain aate-jaate jo tera naam lein
Deti hain jo sadayein hawayein, hawayein
Na jaane kya batayein hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahan hawayein, hawayein?
Le jaayein mujhe kahan hawayein, hawayein?
Le jaayein jaane kahan
Na mujhko khabar, na tujhko pata
Chehra kyun milta tera
Yoon khwabon se mere? Yeh kya raaz hai?
Kal bhi meri na thi tu
Na hogi tu kal, meri aaj hai
Teri hain meri saari wafayein, wafayein
Maangi hain tere liye duayein, duayein
Le jaayein tujhe kahan hawayein, hawayein?
Le jaayein mujhe kahan hawayein, hawayein?
Le jaayein jaane kahan (hawayein, hawayein)
Le jaayein tujhe kahan (hawayein, hawayein)?
Le jaayein jaane kahan (hawayein, hawayein)
Le jaayein tujhe kahan (hawayein, hawayein)?
Le jaayein jaane kahan (hawayein, hawayein)
Le jaayein mujhe kahan (hawayein, hawayein)?

Credits
Writer(s): Pritam Chakraborty, Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.