Kasam Paida Karnewale Ki

Hey-hey, hey-hey
Hey-hey, hey-hey
Hey-hey, hey-hey
Hey-hey, hey-hey

O, be-raham, tune kiye
Kya-kya zulum, kya-kya sitam
Tujko bhee naa chodenge hum
Qasam, paidaa karne waale kee

Sataaya hai (aa-ha), sataayenge (aa-ha)
Jalaayaa hai (aa-ha), jalaayenge (aa-ha)
Rulaayaa hai (aa-ha), rulaayenge (aa-ha)
Qasam, paidaa karne waale kee

Ye koyi jaane naa, tune kya chal kiya hai
Sang-dil hai, tuje zulm ka ye nasha hai

Aaj dekhenge hum tujme kithna hai dam
Aaja (woo), aaja (woo)

O, be-raham, tune kiye
Kya-kya zulum, kya-kya sitam
Tujko bhee naa chodenge hum
Qasam, paidaa karne waale kee

Aa gayi yaad phir bhuuli see vo kahaani
Khul uthi phir mere koon kee ye ravaani

Aaj todenge hum tere saare bharam
Aaja (woo), aaja (woo)

O, be-raham, tune kiye
Kya-kya zulum, kya-kya sitam
Tujko bhee naa chodenge hum
Qasam, paidaa karne waale kee

Qasmon mein sabse badee qasam hai
Qasam, paidaa karne waale kee
Maine ye qasam lee hai
Aur jaan dekar bhee nibhaaoonga

Ab tere jurm ka faisalaa hum karenge
Mar ke bhee bhuule naa, aisa gam tujko denge

Hone naa denge naa hum ab kisi ke sitam
Aaja (woo), aaja (woo)

O, be-raham, tune kiye
Kya-kya zulum, kya-kya sitam
Tujko bhee naa chodenge hum
Qasam, paidaa karne waale kee

Sataaya hai, sataayenge
Jalaayaa hai, jalaayenge
Rulaayaa hai, rulaayenge
Qasam, paidaa karne waale kee

Qasam, paidaa karne waale kee



Credits
Writer(s): Anjaan, Bappi Lahiri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link