Aawara Ae Mere Dil, Pt. 2

Aavaara...
Aavaara, ai, mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil

Aavaara, ai, mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aavaara...

Viraanon mein, saharaaon mein
Aate-jaate in raahoon mein
Tere ishaaron par
Naachi main jeevan bhar

Aavaara, ai, mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aavaara...

Kaise-kaise tufaan aaye
Bijlee chamaki, baadal chhae
Par naa ruke hum-tum
Par naa jhuke hum-tum

Aavaara, ai, mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aavaara...

Raat aur din ke ye do chehare
Kab tak pahanoon? kuch to kah re
Kaun hoon main? kya hoon?
Sach hoon ke saaya hoon?

Aavaara, ai, mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aavaara, ai, mere dil
Jaane kahaan hai teri manzil
Aavaara...
Aavaara...



Credits
Writer(s): Panchal Jaikishan, Shailendra, Shankar Shankar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link