Zindagi Ka Yahi Fasana Hai

Zindagi ka yahi fasaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai
Jo bhee aayaa hai, usko jaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai

Ashk peenaa hai, muskuraana hai
Ashk peenaa hai, muskuraana hai

Mujko ahad-a/e-vafaa nibhaanaa hai
Mujko ahad-a/e-vafaa nibhaanaa hai
Jo bhee aayaa hai, usko jaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai

Dard to sirf mera apana hai
Dard to sirf mera apana hai

Usmein shaamil magar zamana hai
Usmein shaamil magar zamana hai
Jo bhee aayaa hai, usko jaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai

Log apano se bair rakhte hain
Log apano se bair rakhte hain

Mera gairon se dostana hai
Mera gairon se dostana hai
Jo bhee aayaa hai, usko jaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai
Zindagi ka yahi fasaanaa hai



Credits
Writer(s): Anup Jalota
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link