Main Na Bhoolunga, Pt. 2
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
In rasmon ko, in qasmon ko
In rishte-naaton ko
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
In rasmon ko, in qasmon ko
In rishte-naaton ko
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Chalo, jag ko bhoolein
Oh, chalo, jag ko bhoolein
Khayaalon mein jhoolein
Bahaaron mein dolein
Bahaaron mein dolein
Sitaaron ko chhoo lein
Aa, teri main maang sanwaaroon
Tu dulhan ban jaa
Maang se jo dulhan ka rishta
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Samay ki dhaara mein
Oh, samay ki dhaara mein
Umar beh jaani hai
Jo ghadi jee lenge
Jo ghadi jee lenge
Wahi reh jaani hai
Main ban jaaun saans aakhiri
Tu jeevan ban jaa
Jeevan se saanson ka rishta
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Barasta saawan ho
Mehakta aangan ho
Kabhi dil dulha ho
Kabhi dil dulhan ho
Gagan ban kar jhoomein
Pawan ban kar ghoomein
Chalo, raahein modein
Kabhi na sang chhodein
Kahin pe chhup jaana hai
Nazar nahin aana hai
Kahin pe bas jaayenge
Yeh din kat jaayenge
Arey, kya baat chali?
Woh dekho, raat dhali
Yeh baatein chalti rahein
Yeh raatein dhalti rahein
Main man ko mandir kar daaloon
Tu poojan ban jaa
Mandir se pooja ka rishta
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
In rasmon ko, in qasmon ko
In rishte-naaton ko
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
In rasmon ko, in qasmon ko
In rishte-naaton ko
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
In rasmon ko, in qasmon ko
In rishte-naaton ko
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Chalo, jag ko bhoolein
Oh, chalo, jag ko bhoolein
Khayaalon mein jhoolein
Bahaaron mein dolein
Bahaaron mein dolein
Sitaaron ko chhoo lein
Aa, teri main maang sanwaaroon
Tu dulhan ban jaa
Maang se jo dulhan ka rishta
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Samay ki dhaara mein
Oh, samay ki dhaara mein
Umar beh jaani hai
Jo ghadi jee lenge
Jo ghadi jee lenge
Wahi reh jaani hai
Main ban jaaun saans aakhiri
Tu jeevan ban jaa
Jeevan se saanson ka rishta
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Barasta saawan ho
Mehakta aangan ho
Kabhi dil dulha ho
Kabhi dil dulhan ho
Gagan ban kar jhoomein
Pawan ban kar ghoomein
Chalo, raahein modein
Kabhi na sang chhodein
Kahin pe chhup jaana hai
Nazar nahin aana hai
Kahin pe bas jaayenge
Yeh din kat jaayenge
Arey, kya baat chali?
Woh dekho, raat dhali
Yeh baatein chalti rahein
Yeh raatein dhalti rahein
Main man ko mandir kar daaloon
Tu poojan ban jaa
Mandir se pooja ka rishta
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
In rasmon ko, in qasmon ko
In rishte-naaton ko
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Main na bhooloonga
Main na bhooloongi
Credits
Writer(s): Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.