Dil Dene Ki Ruth
Dil lene kee rut aayee, dil dene kee rut aayee

Jogan pe joban aayaa, joban ne lee angadae

Dil lene kee rut aayee
Mujko jo ho gaya hai, kya iskaa naam hai?
Haan, mujko jo ho gaya hai, kya iskaa naam hai?
Kehthe hai "pyaar" isko, par ye badnaam hai

To mujko badnaam kar do...
Mujko badnaam kar do, pakado meri kalai

Dil chaahe baandhun paayal, naachun main jhoom ke
Haan, dil chaahe baandhun paayal, naachun main jhoom ke
Koyi nishaani de do, rakh loon main chuum ke

Tum maango jaan de doon...
Tum maango jaan de doon, de ke main ram duhaee

Are, jogan pe joban aayaa, joban ne lee angadae

Doli, baraat, mehandi aisa din aaj ka
Haan, doli, baraat, mehandi aisa din aaj ka
Ye sun ke tod aayee paharaa main laaj ka

Zulfon ke ghunghat mein too...
Haan, zulfon ke ghunghat mein too dulhan banake sharmaai
Zulfon ke ghunghat mein too dulhan banake sharmaai

Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.