Haaye Mehamaan Kahan Yeh Gham E Jana Hoga

Haay, mehmaan kahaan ye gam-a/e-jaanaa hoga
Haay, mehmaan kahaan ye gam-a/e-jaanaa hoga
Khaanaa-a/e-dil to koyi roz mein viraan hoga
Haay, mehmaan...

Kosta hoon jo naseebon ko to kehtha hai vo shokh
Phir mohabbat naa karega agar insaan hoga
Phir mohabbat naa karega agar insaan hoga
Haay, mehmaan...

Zindagi ishq mein mushkil hai to mar jaayenge
Zindagi ishq mein mushkil hai to mar jaayenge
Ab se vo kaam karengen ke jo aasaan hoga
Ab se vo kaam karengen ke jo aasaan hoga
Haay, mehmaan...

Ab kahaan lakht-a/e-jigar seene mein, ai, dida-a/e-tar
Aur hoga to sar-a/e-goshaae daaman hoga
Aur hoga to sar-a/e-goshaae daaman hoga

Haay, mehmaan kahaan ye gam-a/e-jaanaa hoga
Haay, mehmaan...



Credits
Writer(s): Dagh Dehlavi, Taj Ahmed Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link