Kaun Aaya Mere Man Ke Dware

Kaun aaya mere man ke dware,
Paayal ki jhanakaar liye
Kaun aaya mere man ke dware,
Paayal ki jhanakar liye
Kaun aayaa

Aankh na jaane, dil pahachane
Suratiyaa kuchh aisi
Aankh na jaane, dil pahachane
Suratiyaa kuchh aisi
Yaad karun to, yaad na aaye
Muratiya ye kaisi
Paagal manava, soch mein duba
Sapano kaa sasaar liye
Kaun aayaa

Ik pal sochu, meri aasha
Rup badal kar aai
Ik pal sochu, meri aasha
Rup badal kar aai
Duje pal phir, dhyan ye aae
Ho na kahi parachhai
Jo paradesi ke, ghar aai
Ek anokha pyaar liye
Kaun aayaa.



Credits
Writer(s): Rajinder Krishan, Madan Mohan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link