Sadqa
tere chehre pe aa ke nazrain rukin
teri palkon pe meri palken jhukin
(palken jhukin, palken jhukin)
teri banhon mein hai meri duniya basi
tera naam loon to aey honton pe hansi
chal urr chalen door kahin
aa ham jiyen pal yeh haseen
tere deed ka asar hai
ke haseen ye safar hai
buri nazron se bacha ke
sadqa tere ishq ka
sadqa tere noor ka
sadqa tere husn ka
haan mene de dia
sajda rab ko kia
haq jo tujh pe dia
sadqa tere ishq ka
haan mene de dia
o mahiya
mera bas na chale main nazar utaron teri
sari duniya jaane tu hi mannat meri
mere din ke har pal mein hai hissa tera
teri banhon mein hai milti Jannat meri
main hoon baadal hawa hai tu
jis jagah main wahan hai tu
tere deed ka asar hai
ke haseen ye safar hai
buri nazron se bacha ke
sadqa tere ishq ka
sadqa tere noor ka
sadqa tere husn ka
haan mene de dia
sajda rab ko kia
haq jo tujh pe dia
sadqa tere ishq ka
haan main ne de diya
o mahiya
sadqa sadqa sadqa
sadqa tere ishq ka
teri palkon pe meri palken jhukin
(palken jhukin, palken jhukin)
teri banhon mein hai meri duniya basi
tera naam loon to aey honton pe hansi
chal urr chalen door kahin
aa ham jiyen pal yeh haseen
tere deed ka asar hai
ke haseen ye safar hai
buri nazron se bacha ke
sadqa tere ishq ka
sadqa tere noor ka
sadqa tere husn ka
haan mene de dia
sajda rab ko kia
haq jo tujh pe dia
sadqa tere ishq ka
haan mene de dia
o mahiya
mera bas na chale main nazar utaron teri
sari duniya jaane tu hi mannat meri
mere din ke har pal mein hai hissa tera
teri banhon mein hai milti Jannat meri
main hoon baadal hawa hai tu
jis jagah main wahan hai tu
tere deed ka asar hai
ke haseen ye safar hai
buri nazron se bacha ke
sadqa tere ishq ka
sadqa tere noor ka
sadqa tere husn ka
haan mene de dia
sajda rab ko kia
haq jo tujh pe dia
sadqa tere ishq ka
haan main ne de diya
o mahiya
sadqa sadqa sadqa
sadqa tere ishq ka
Credits
Writer(s): Adnan Dhool, Rabbi Ahmed
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.