Jis Ka Joota Usi Ka Sar

Jiskaa juuta, usi ka sar
Dil hain chhote, badaa shahar
Are, vaah re, vaah re, teri bombay!

Khaaya dhokhaa gae jidhar
Dekho, qismat phase kidhar
Are, vaah re, vaah re, teri bombay!

Aake yahaan kya mil gaya?
Jeb kati aur dil gaya
Rang tere is shahar ke
Dekh kaleja hill gaya

Aake yahaan kya mil gaya?
Jeb kati aur dil gaya
Rang tere is shahar ke
Dekh kaleja hill gaya

Maal naa sahee, jaan to bachi
Bhaag-bhaag, mister

Jiskaa juuta, usi ka sar
Dil hain chhote, badaa shahar
Are, vaah re, vaah re, teri bombay!

Mem phire kis aan se
Saath hai kutta shaan se
Jaanavar se to pyaar hai
Pyaar nahin insaan se

Mem phire kis aan se
Saath hai kutta shaan se
Jaanavar se to pyaar hai
Pyaar nahin insaan se

Dekh, naazaneen, hum bhee hain haseen
Itana naaz naa kar

Jiskaa juuta, usi ka sar
Dil hain chhote, badaa shahar
Are, vaah re, vaah re, teri bombay!

Paas mein motor car ho
Bank mein tees hazaar hon
Pyaar yahaan tab kiijie
Maal ye jab sarkaar ho

Naa to suit hai, naa to boot hai
Dekh, pyaar se dar

Jiskaa juuta, usi ka sar
Dil hain chhote, badaa shahar
Are, vaah re, vaah re, teri bombay!

Khaaya dhokhaa gae jidhar
Dekho, qismat phase kidhar
Are, vaah re, vaah re, teri bombay!



Credits
Writer(s): Prem Dhawan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link