Gila (From "Gila")

Aawaz ke peeche chali
Jab meri zindagi
Maine suni teri hansi
Par aankhon mein thi kuch nami

Main jo chala teri raah mein
Jaane kese ghum howa
Is dhoop mein chal dhond lein
Maazi jaisa saaiban

Yaadon ki bahti ro mein
Chalti saanso ki lo mein
Parwane ban ke jalte dono
Phir bujhte dono

Aisi thi wo sarshari
Jaise koi chingari
Chahron ko aise parhte dono
Jee uth-te dono

Marna to hai saza
Jeena bhi roag hai
Aankhein pathra gaein
Jaane kiya soag hai

Labon se cheene koi dua
Najane iska kiya hai sabab
Meri qismat mein hi hai likha
Daya aisa khule kiya lab

Bole koi tere aage kiya
Tujh se itna hai Gila
Dil jo mile to ae khuda
Kiun kar de tu juda

Yaadon ki bahti ro mein
Chalti saanso ki lo mein
Parwane ban ke jalte dono
Phir bujhte dono

Aisi thi wo sarshari
Jaise koi chingari
Chahron ko aise parhte dono
Jee uth-te dono...



Credits
Writer(s): Atif Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link