Har Kasam Se Badi Hai (From "Baaghi Old")
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Saath tera kabhi bhi na chhodenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Saath tera kabhi bhi na chhodenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Saanson mein hai sargam teri, dhadkan mein tere nagme, sanam
Saanson mein hai sargam teri, dhadkan mein tere nagme, sanam
Ye zindagi kuchh bhi nahi, tere liye phir lenge janam
Dil ki kali khil he gayi, manzil humein mil he gayi
Aandhi jo aayegi, wo laut jaayegi
Toofan ko bhi modenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Aankhein mili, palkein jhuki, jaane kahaan hum kho gaye
O, aankhein mili, palkein jhuki, jaane kahaan hum kho gaye
Pehli nazar mein humsafar ek-dusre ke ho gaye
Chhahat nayi jagne lagi, duniya haseen lagne lagi
Toodega na tootega, chhode na chootega
Aise naata jodenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Saath tera kabhi bhi na chhodenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Saath tera kabhi bhi na chhodenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Saath tera kabhi bhi na chhodenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Saanson mein hai sargam teri, dhadkan mein tere nagme, sanam
Saanson mein hai sargam teri, dhadkan mein tere nagme, sanam
Ye zindagi kuchh bhi nahi, tere liye phir lenge janam
Dil ki kali khil he gayi, manzil humein mil he gayi
Aandhi jo aayegi, wo laut jaayegi
Toofan ko bhi modenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Aankhein mili, palkein jhuki, jaane kahaan hum kho gaye
O, aankhein mili, palkein jhuki, jaane kahaan hum kho gaye
Pehli nazar mein humsafar ek-dusre ke ho gaye
Chhahat nayi jagne lagi, duniya haseen lagne lagi
Toodega na tootega, chhode na chootega
Aise naata jodenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Mar ke bhi is kasam ko na todenge hum
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Chhod denge zamaane ki saari khushi
Saath tera kabhi bhi na chhodenge hum
Har kasam se badi hai kasam pyaar ki
Credits
Writer(s): Sameer, Milind Shrivastav, Anand Shrivastav
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Dekha Hai Pehli Baar Duet (From "Saajan")
- Tan Tana Tan Tan (From "Judwaa")
- Har Kasam Se Badi Hai (From "Baaghi Old")
- Saathiya Tune Kya Kiya (From "Love")
- Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (From "Kahin Pyaar Na Ho Jaaye")
- Bahut Pyar Karte Hai Male (From "Saajan")
- Duniya Mein Aaye (From "Judwaa")
- Tere Naina (From "Bandhan")
- Kaisa Lagta Hai (From "Baaghi Old")
- O Priya O Priya (From "Kahin Pyaar Na Ho Jaaye")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.