Sapnon Mein Ayee Ek Pari Thi
Sapnon mein ayee ek pari thi
Sapnon mein ayee ek pyari si ladki
Shayad wohi hai jo phir kal mili thi
Khoobsurat thi woh jannat ki pari si
Pyari si ankhon se muskuraa rahi thi
Use dekh kar mujhe aisa laga tha
Nahin hai ye ladki is jahan ki
Mujhe kahin na kahin miracle lagi thi
I think she was a girl from heaven
Kaash mujhe phir se kahin dikh jaye
Phir kisi din didar ho jaye
Kaash mujhse kar le do batein
Meri sune aur apni sunaye
Mujhe nahin usse ummed kuch jyada
Aur kuch nahin bas naam to bataye
Aur kya chahoon ek adbhut pari se
Miracle hai ek girl from heaven
Sapnon mein ayee ek pari thi
Khoya hun main uski yaadon mein
Jab se usse nazar hai milayee
Sab kuch mujhko suhaana sa lagta
Uski khushboo hai man mein samayee
Dhun mein apne chala ja raha hoon
Apne hi geet gunguna main raha hoon
Tujhse se hasina mohabbat hai mujhko
Tere hi sapne mujhe aaa rahe hain
Ab to chali aa o pyari pari si
Jeevan mein mere hai ek kami si
Meri zindagi mein chali aa hasina
Tere hi sang jeevan hai basana
Tujh se roshan hua ye sama hai
Tujh pe to ye sama bhi fida hain
Jannat ko bhul ja dharti pe rah ja
Meri ban kar mere jeevan mein rah ja
Sapnon mein nahi jindagi mein aa ja
Man se nikal ke haqeeqat ban ja
Mujh se kah de man mein kya hai
Tere liye kya karoon kuch to bata ja
Sach kahta hoon main tera rahunga
Tere liye jeevan bhar main jiyunga
Please o pari come to my life
I love you o girl from heaven
Sapnon mein ayee ek pari thi
Sapnon mein ayee ek pyari si ladki
Shayad wohi hai jo phir kal mili thi
Khoobsurat thi woh jannat ki pari si
Pyari si ankhon se muskuraa rahi thi
Use dekh kar mujhe aisa laga tha
Nahin hai ye ladki is jahan ki
Mujhe kahin na kahin miracle lagi thi
I think she was a girl from heaven
Kaash mujhe phir se kahin dikh jaye
Phir kisi din didar ho jaye
Kaash mujhse kar le do batein
Meri sune aur apni sunaye
Mujhe nahin usse ummed kuch jyada
Aur kuch nahin bas naam to bataye
Aur kya chahoon ek adbhut pari se
Miracle hai ek girl from heaven
Sapnon mein ayee ek pari thi
Khoya hun main uski yaadon mein
Jab se usse nazar hai milayee
Sab kuch mujhko suhaana sa lagta
Uski khushboo hai man mein samayee
Dhun mein apne chala ja raha hoon
Apne hi geet gunguna main raha hoon
Tujhse se hasina mohabbat hai mujhko
Tere hi sapne mujhe aaa rahe hain
Ab to chali aa o pyari pari si
Jeevan mein mere hai ek kami si
Meri zindagi mein chali aa hasina
Tere hi sang jeevan hai basana
Tujh se roshan hua ye sama hai
Tujh pe to ye sama bhi fida hain
Jannat ko bhul ja dharti pe rah ja
Meri ban kar mere jeevan mein rah ja
Sapnon mein nahi jindagi mein aa ja
Man se nikal ke haqeeqat ban ja
Mujh se kah de man mein kya hai
Tere liye kya karoon kuch to bata ja
Sach kahta hoon main tera rahunga
Tere liye jeevan bhar main jiyunga
Please o pari come to my life
I love you o girl from heaven
Sapnon mein ayee ek pari thi
Credits
Writer(s): Sourabh Kishore
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Altri album
- Jeena Hai Jindagi Jeete Jaana Hai - Single
- Khuda Ke Geet - Single
- Wo Mere Saath Hai Wohi Hai Manzil
- Sapnon Mein Ayee Ek Pari Thi
- Jannat Ki Ek Pari Ankhon Se Dil Mein Utri
- Zindagi to Hai Bas Teri Pyari Ankhon Mein (Urdu Hindi)
- Signs of Kingdom of Heaven
- Hosanna Emmanuel Mein (Urdu Hindi)
- O Yeshu Masihaa Tu Sabse Hai Apna (Urdu Hindi)
- O Jannat Ke Shehenshah (Urdu Hindi)
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.