Antakshari

Aaja, aayi bahaar
Dil hai beqaraar
O, mere rajkumar
Tere bin rahaa na jaaye, aaja

Jaa, jaa
Jaa, mujhe na ab yaad aa
Jaa, mujhe na ab yaad aa

O, mujhe bhool jaane de, jaane de

Jaa, jaa
Jaa, mujhe na ab yaad aa tu

Tumhari nazar kyun khafa ho gayi?
Khata baksh do, 'gar khata ho gayi
Humara iraada to kuchh bhi na tha
Tumhari khata khud saza ho gayi

Ik banjaara gaaye, jeewan ke geet sunaaye
Hum sab jeene walo ko jeene ki raah bataaye
Ik banjaara gaaye, ho-ho-ho

Haal kaisa hai janaab ka?
Kya khayaal hai aapka?
Tum to machal gaye, o-o-o
Yun hi fisal gaye, aa-aa-aa
Haal kaisa hai janaab ka?

Kahat Kabir, suno bhayi, saadho, baat kahu main khari
Ke duniya ek numbari, to main 10 numbari
Ke duniya ek numbari, to main 10 numbari

Are, kahat Kabir, suno bhayi, saadho, baat kahu main khari
Ke duniya ek numbari, to main 10 numbari
Ye duniya ek numbari, to main 10 numbari

Ramchandra keh gaye Siya se...
Ramchandra keh gaye Siya se, aisa kaljug aayega
Hans chugega daana-dunka, kauwa moti khaayega
Hey, Ramchandra keh gaye Siya se

Sama hai suhaana-suhaana, nashe mein jahaan hai
Kisi ko kisi ki khabar hi kahaan hai
Har dil mein, dekho, mohabbat jawaan hai
O, ho

O, Rama, ho
Hum to chale pardes, hum pardesi ho gaye
Hum to chale pardes, hum pardesi ho gaye
Chhoota apna des, hum pardesi ho gaye, ho

Husn ke laakhon rang, kaunsa rang dekhoge?
Aag hai ye badan, kaunsa ang dekhoge?

Gore rang pe na itna gumaan kar
O, gora rang do din mein dhal jaayega
Gore rang pe na itna gumaan kar
Gora rang do din mein dhal jaayega

Main shama hu, tu hai parwaana
Main shama hu, tu hai parwaana
Mujhse pehle tu jal jaayega

O, gore rang pe na itna gumaan kar

Ruk jaa, ruk jaa, o jaane wali, ruk jaa
Main to raahi teri manzil ka
Nazaron mein teri main bura sahi
Aadmi bura nahi main dil ka, ruk jaa

Jahaan main jaati hu vahi chale aate ho
Chori-chori mere dil mein samaate ho
Ye to bataao ke tum mere kaun ho?
Ye to bataao ke tum mere kaun ho?

Hum to tere aashiq hai sadiyon puraane
Hum to tere aashiq hai sadiyon puraane
Chaahe tu maane, chaahe na maane
Chaahe tu maane, chaahe na maane

Hum to chale aaye, sanam, tujhko manaane
Chaahe tu, chaahe na
Chaahe tu maane, chaahe na maane

Nainon mein sapna, sapnon mein sajna
Sajna pe dil aa gaya
Ho, sajna pe dil aa gaya

Ta-thaiya, ta-thaiya, ho
Ta-thaiya, ta-thaiya, ho

Are, nainon mein sapna, sapnon mein sajni
Sajni pe dil aa gaya
Ke sajni pe dil aa gaya

Ye public hai, public, babu
Ye jo public hai, ye sab jaanti hai, public hai

Aji, andar kya hai
Aji, baahar kya hai
Andar kya hai, baahar kya hai
Ye sab kuchh pehchaanti hai

Public hai, ye sab jaanti hai, public hai

Hothon mein aisi baat...
Hothon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaaye vo hi baat to duhayi hai, duhayi

Haan re, haan, baat jismein pyaar to hai
Zeher bhi hai, haan

Hothon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaaye vo hi baat to duhayi hai, duhayi

Intehaan ho gayi intezaar ki, ha
Aayi na kuchh khabar mere yaar ki
Ye hume hai yakeen bewafa vo nahi
Fir wajah kya huyi intezaar ki?

Kaate nahi kat'te ye din, ye raat
Kehni thi tumse jo dil ki baat
Lo, aaj main kehti hu

I love you
I love you, I love you
I love you, I love you



Credits
Writer(s): Raam Laxman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link