Ek Chatur Naar

Ek chatur naar kar ke singaar
Ek chatur naar kar ke singaar
Mere man ke dwaar ye ghusat jaat
Ham marat jaat, are, hey, hey, hey
Chatur naar kar ke singaar

Pa-re-sa, ga-ga-ga-re-re-sa
Dha-re-sa, dha-dha-pa
Pa-dha-dha-re-ga, ga-re-dha-dha-pa
Pa-ma-ga-re, chatur naar kar ke singaar

Uh, dham (ayyo)
Are, dham (dhaai)
Are, dham, tham, tham, ruk
Hm, vroom, hm, vroom
Hm, a, aa, ae, ae, i, ii, u, oo, ae, ai, ai, am, aha
Om nama-nama-nama-nama-nama-nama-nama-nama
Lama-lama-lama-lama-la
Mm, bala-bala-bala-bala re
Bala-bala-bala-bala re
Bala-bala-bala-bala re

Ek chatur naar badi hoshiyaar
Ek chatur naar badi hoshiyaar
Apne hi jaal mein phasat jaat
Ham hansat jaat, are ha-ha-ha-ha-ha
Ek chatur naar badi hoshiyaar

(Tu kyun?) Chhi re
Tu kyun, gori, dhyaan dhare
Kare laakh-laakh duniya chaturai
Chhutti kar doonga main uski
Ab ke jo aawaaz lagai
Chhutti kar doonga

Padh ke bodhan, chir bhi chakkar
Dhadh ke bodhan, chir bhi chakkar
Khaali khud, khudi, khud kuchh kar
Bhalo kuchh khudi, khud kuchh kar
Thitke tore re man, mat kar
Thitke tore re man, mat kar
Sab chale gaye, sab chale gaye
Chitaagud, chitingi, chitugud
Kaise goch khaaye, kaise goch khaaye, kaise goch-
Haaye, haaye, haaye

Ja re, ja re, kaare kaaga, "Ka-ka-ka" kyun shor machaaye?
Us naari ka daas na ban jo raah chalat ko raah bhulaaye
Kaala re, kaala re, ja re, ja re
Khaare naale mein jaake tu munh dhoke aa
Kaala re, ga re, ga re (ye gadbad ji)
Oh, ga re, ga re (ye sur badal diye)
Oh, ga re, ga re (ye hamko bhatka diya)
Oh, ga re, ga re (ye sur kidhar ji?)
Ye sur, ye-, ennaya idhu? Ye

Ek chatur naar, ham chhodega nahin ji
Ek chatur naar, ham pakad ke rakhega ji
Mere man ke dwaar ye ghusat jaat
Ham marat jaat, are, hey, hey, hey
Chatur naar kar ke singaar

Naach na jaane, aangan tedha
Tu kya jaane kya hai naari
Jis sang laage more naina
Uspe saari duniya waari

Naach na jaane, aangan tedha
Tedha, tedha, tedha, tedha, tedha, tedha
Tedha, tedha, tedha

Oh, tedhe (joye), oh, kede (boya)
Are, sidhe ho ja re, sidhe ho ja re, sidhe ho ja
Waah ri, chandaniya, waah re, chakore
Ram banaayi ye kaisi jodi?
Kare nachaiya "Ta-ta thaiya"
Taal pe naache langdi ghodi

Are, dekhi, are, dekhi teri chaturai (ye phir gadbad)
Are, dekhi teri chaturai (phir bhatkaaya)
Tujhe sur ki samajh nahin aayi
Tune kori ghaas hi khaayi
Are, ghode (ye ghoda bola)
Oh, nigode (ye gaali diya)

Are, dekhi teri chaturai (ek chatur naar kar ke-)
Ghode, dekhi teri chaturai (ek chatur naar kar ke-)
Oh, ghode, dekhi teri chaturai (ek chatur naar kar ke-)
Ek chatur naar (yo re, ghode teri)
Ek chatur naar (ayyo, ghode teri)
Oh, ek chatur naar (ayyo, ghode teri)
Ah, ayyo, ghode teri (ye chatur), ayyo, ghode teri (ye ghoda)
Ek chatur naar (ek chatur, ghoda, ye chatur), are, ghode teri

Ye ghoda-chatur, ghoda
Ye kya re ghoda-chatur, ghoda-chatur?
Ek pe rehna, ya "ghoda" bolna ya "chatur" bolna, gaao

Ek chatur naar kar ke singaar
Ek chatur naar badi hoshiyaar
Mere man ke dwaar ye ghusat jaat
Apne hi jaal mein phasat jaat
Ham marat jaat, are, aayya-ya-ya-ya-ya-ya-ya

Chatur naar (badi hoshiyaar)
Kar ke singaar (apne hi jaal)
Mere man ke dwaar (are, phasat jaat)
Ye ghusat jaat (ham hansat jaat)
Ham marat jaat, marat jaat, marat jaat (mm, sa-re-ga-ma)
Yehin atak gaye, ayyo, ayyo, amma, ayyo-yo-yo-yo (pa-dha, eh, eh, eh)



Credits
Writer(s): Rajendra Krishan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link