Dil Ki Umangen Hai Jawan

Dil ki umangein hain jawan
Rang mein dooba hai samaa
Dil ki umangein hain jawan
Rang mein dooba hai samaa

Maine tumhe jeet liya
Haar ke dono jahaan
Dil ki umangein hain jawan

(Aap bhi gaaiye na)
Dil ki umangein hain jawan
(Gaaiye na, kya mushkil hai? Sargam bataaun?)
Pa-ma-pa, dha-pa, ga-sa-pa

Dil ki umangein hain jawan (gayiye)
Dil ki umangein hain jawan (bahut ache)
Rang mein dooba hai samaa (waah, waah, waah)

Dil ki umangein hain jawan
Rang mein dooba hai samaa
Maine tumhe jeet liya
Haar ke dono jahaan
Dil ki umangein hain jawan

Haan-haan, haan-haan, haan-haan, haan
Gaaiye, gaaiye, gaaiye
Oo, ho, ho, ho
Aaha, aa-ha-ha
Oo, ho, ho, ho, ho, ho
Kya kehne

Sadiyon purani ye zameen hai aaj itni haseen
Sadiyon purani zameen
Sadiyon purani zameen hai aaj itni haseen
Aata nahi hai yakeen
Hota nahi hai bayaan

Dil ki umangein hain jawan (aap bhi gaayiye)
Dil ki umangein hain jawan
Rang mein dooba hai samaa (jeeyo, jeeyo)

Maine tumhe jeet liya
Maine tumhe jeet liya
Haar ke dono jahaan
Dil ki umangein hain jawan

Bheege nazaron se kaho
Gaati phuwaaron se kaho
Bheege nazaron se kaho
Bheege nazaron se kaho
Gaati phuwaaron se kaho
Jaati bahaaron se kaho
Ruk jaayein aaj yahaan aa aaa

Dil ki umangein hain jawan
(Gaayiye na, kya maza aa raha hai)
Dil ki umangein hain jawan
Rang mein dooba hai samaa

Maine tumhe jeet liya
Haar ke dono jahaan
Dil ki umangein hain jawan

Bechain tanhaiyaan leti hain angadaaiya
Bechain tanhaiyaan
Bechain tanhaiyaan leti hain angadaaiya
Halki si shehanaiya bajti hain jaane kahaan

Dil ki umangein hain jawan
(Gaaiye na, ek baar aur)
Dil ki umangein hain jawan
Rang mein dooba hai samaa

Maine tumhe jeet liya
Haar ke dono jahaan
Dil ki umangein hain jawan

Aaiye na, aap bhi naachiye

Dil ki umangein hain jawan
Rang mein dooba hai samaa
Maine tumhe jeet liya, mm-hm
Maine tumhe jeet liya
Haar ke dono jahaan



Credits
Writer(s): Ludiavani Sahir, S Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link