Kahan Ja Raha Tha

Kahaan jaa raha tha, kahaan aa gaya hoon
Kahaan jaa raha tha, kahaan aa gaya hoon
Naa mujh ko pata hai, naa dil ko khabar hai
Koyi ikhtidaa naa koyi imtihaan hai
Safar ye mohabbat ka, kaisa safar hai?

Kahaan jaa raha tha, kahaan aa gaya hoon
Kahaan jaa raha tha

Vo rangeen nagmaa kahaan kho gaya hai?
Vo rangeen nagmaa kahaan kho gaya hai?
Mera saz khamosh kyon ho gaya hain?
Vo jazbaa jo mushkil se maine jagaaya
Vo phir jaagate-jaagate so gaya hai
Naa jhonka haea ka, naa pehlee see khushboo
Ye phulon kee basti ya kaanton ka ghar hain?
Kahaan jaa raha tha, kahaan aa gaya hoon
Kahaan jaa raha tha, kahaan aa gaya hoon
Kahaan jaa raha tha

Vo jis ke liye ye andhere khariden
Vo jis ke liye ye andhere khariden
Ujaale kee qeemat bhee us ko bataa doon
Kabhi zindagi kee dua dee thi jis ko
Use bewafaai kee kyun naa sazaa doon?
Use bewafaai kee kya main sazaa doon?
Sazaa doon, sazaa doon
Yahaan se naa aanae, naa jaane ka raastaa
Magar qatl ke vaaste rahaguzar hain
Magar qatl ke vaaste rahaguzar hain
Magar qatl ke vaaste rahaguzar hain



Credits
Writer(s): Laxmikant Pyarelal, Rajinder Krishan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link