Hum Kahe Na Kahe

Hum kahein, na kahein iss zubaan se
Baat honthon pe rukti nahin
Farq padta hai kya "haan" se, "na" se?
Yeh nazar yoon hi jhukti nahin

Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin
Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin

Hum kahein, na kahein iss zubaan se
Baat honthon pe rukti nahin
Farq padta hai kya "haan" se, "na" se?
Yeh nazar yoon hi jhukti nahin

Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin
Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin

Pehle nazrein mili, phir mile dil
Ab humari mulaqaat hai
Log badnaam humko na kar dein
Sochne ki yahi baat hai

Log kuch bhi kahein, yeh mohabbat
Baat logon ki sunti nahin
Farq padta hai kya "haan" se, "na" se?
Yeh nazar yoon hi jhukti nahin

Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin

Hum kahein, na kahein iss zubaan se
Baat honthon pe rukti nahin
Farq padta hai kya "haan" se, "na" se?
Yeh nazar yoon hi jhukti nahin

Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin

Dil hai yeh, koi mausam nahin hai
Ek din jo badal jaayega
Pyaar hai, koi kaanta nahin hai
Lag gaya jo nikal jaayega

Jab talak jaan jee se na nikle
Yeh mohabbat nikalti nahin
Farq padta hai kya "haan" se, "na" se?
Yeh nazar yoon hi jhukti nahin

Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin

Hum kahein, na kahein iss zubaan se
Baat honthon pe rukti nahin
Farq padta hai kya "haan" se, "na" se?
Yeh nazar yoon hi jhukti nahin

Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin
Saaf zaahir hai donon taraf se
Yeh mohabbat toh chhupti nahin



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Anu Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link