Kashmir Ki Kali Hoon Main

Kashmir kii kali hoon main
Mujh se naa rutho babuji
Murjhaa gai to phir naa khiluungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

Are kashmir kii kali hoon main
Mujh se naa rutho babuji
Murjhaa gai to phir naa khiluungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

Rangath meri bahaaro main
Dil kii aag chanaaro main
Rangath meri bahaaro main
Dil kii aag chanaaro main
Kuch to ham se baat karo
In behake gulzaaro main
Kuch to ham se baat karo
In behake gulzaaro main

Kashmir kii kali hoon main
Mujh se naa rutho babuji
Murjhaa gai to phir naa khiluungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

Are kashmir kii kali hoon main
Mujh se naa rutho babuji
Murjhaa gai to phir naa khiluungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

Pyaar pe gussa karte ho
Tera gussa ham ko pyaara he
Pyaar pe gussa karte ho
Tera gussa ham ko pyaara he
Yahi adaa to kaatil he
Jisane humako maaraa he
Yahi adaa to kaatil he
Jisane ham ko maaraa he

Kashmir kii kali hoon main
Mujh se naa rutho babuji
Murjhaa gai to phir naa khiluungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

Are kashmir kii kali hoon main
Mujh se naa rutho babuji
Murjhaa gai to phir naa khiluungi
Kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi



Credits
Writer(s): Jaikshan Shankar, Jaipuri Hasrat
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link