Dil Ki Baaten Dil Hi Jane

Dil ki baatein (dil hi jaane), aankhein chhedein (sau afsaane)
Naazuk-naazuk (pyaare-pyaare) waade hain, (iraade hain)
Haan, aa, aa mil ke daaman daaman se baandh lein
Aa, aa mil ke daaman daaman se baandh lein

Dil ki baatein (dil hi jaane)...

Tu hans padi ya phuljhadi
Chhooti kahin dhadkan badi
Ek shola sa lehra gaya

Haan-haan, yeh noor hoga teri aankhon mein pyaar ka
Ya naghma goonja hoga bahaar ka

Dil ki baatein (dil hi jaane), aankhein chhedein (sau afsaane)
Naazuk-naazuk (pyaare-pyaare) waade hain, (iraade hain)
Haan, aa, aa mil ke daaman daaman se baandh lein
Aa mil ke daaman daaman se baandh lein
Dil ki baatein (dil hi jaane)...

Tu jo kahe, main woh kahoon
Saaya banoon, sang-sang rahoon
Tu aur main ab ek hain

Aa, aa, main geet ban ke tere honthon ko choom loon
Aa, sapna ban ke in aankhon mein jhoom loon

Dil ki baatein (dil hi jaane), aankhein chhedein (sau afsaane)
Naazuk-naazuk (pyaare-pyaare) waade hain, (iraade hain)
Haan, aa, aa mil ke daaman daaman se baandh lein
Aa mil ke daaman daaman se baandh lein

Dil ki baatein (dil hi jaane)...
Dil ki baatein (dil hi jaane)...
Dil ki baatein (dil hi jaane)...

Credits
Writer(s): Laxmikant Pyarelal, Asad Bhopali
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link