Main Bambai Ka Babu, Pt. 1

Main bombai ka babu, naam mera anjaanaa
English dhun mein gaaun main hindostani gaana
Hey, main bombai ka babu, naam mera anjaanaa

Main bombai ka babu

Ye duniyaa hai uski, jo duniyaa se khele
Sakhti ho ya narmi, are, hanste-hanste jhele

Sun lo, aji, sun lo
Ye jaadoo ka taraana

Hey, main bombai ka babu, naam mera anjaanaa
English dhun mein gaaun main hindostani gaana
Main bombai ka babu

Kuch hain daulat waale, kuch hain taaqat waale
Asli waale vo hain, are, jo hain himmat waale
Kuch hain daulat waale, kuch hain taaqat waale
Asli waale vo hain, are, jo hain himmat waale

Sun lo, aji, sun lo
Ye jaadoo ka taraana

Main bombai ka babu, naam mera anjaanaa
English dhun mein gaaun main hindostani gaana
Hey, main bombai ka babu

Aayaa hoon main, bandhu, rus aur china mein jaake
Kaam kee baath bataa dee, are, comedy gaana gaake
Aayaa hoon main, bandhu, rus aur china mein jaake
Kaam kee baath bataa dee, maine comedy gaana gaake

Sun lo, aji, sun lo
Ye jaadoo ka taraana

Hey, main bombai ka babu, naam mera anjaanaa
English dhun mein gaaun main hindostani gaana
Main bombai ka babu, naam mera anjaanaa
English dhun mein gaaun main hindostani gaana

Main bombai ka babu, yeah

Credits
Writer(s): Onkar Prasad Nayyar, Ludiavani Sahir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link