Bijli Ho Ya Ghata Ho

Bijlee ho ya ghata ho, ek shokh dilruba ho
Tufaan ho ki bhalaa ho, bhaghavaan jaane kya ho

Ho koob magar, ai jee, jaan-a/e-jigar
Kya chiz ho zaalim kya kahie
Gusse kee ada, matwaali nazar
Kya chiz ho zaalim kya kahie

Ho koob magar, ai jee, jaan-a/e-jigar
Kya chiz ho zaalim kya kahie
Gusse kee ada, matwaali nazar
Kya chiz ho zaalim kya kahie

Rukiye to zaraa, kahie to bhalaa
Rukiye to zaraa, kahie to bhalaa
Kyun zulm ye mujh par? kya hai khataa?

Bemaut hee maara jaataa hoon
Kis baath kee dee jaatee hai sazaa?
Kis baath kee dee jaatee hai sazaa?

Kehtha hai mera har zakhm-a/e-jigar
Kya chiz ho zaalim kya kahie
Gusse kee ada, matwaali nazar
Kya chiz ho zaalim kya kahie

Ho koob magar, ai jee, jaan-a/e-jigar
Kya chiz ho zaalim kya kahie
Gusse kee ada, matwaali nazar
Kya chiz ho zaalim kya kahie

Qaatil ye ada jis ghar jae
Qaatil ye ada jis ghar jae
Us ghar ka safaaya kar jae

Insaan bichaara chiz hai kya
Shaitan bhee tum se dar jae
Shaitan bhee tum se dar jae

Tum ne hee meri todi hai kamar
Kya chiz ho zaalim kya kahie
Gusse kee ada, matwaali nazar
Kya chiz ho zaalim kya kahie

Ho koob magar, ai jee, jaan-a/e-jigar
Kya chiz ho zaalim kya kahie
Gusse ki ada, matwaali nazar
Kya chiz ho zaalim kya kahie



Credits
Writer(s): Onkar Prasad Nayyar, S H Bihari
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link