Tauba Tauba

Tauba tauba ye jalwe
Kaise koi na baheke
poorey badan mein jaise koi roshni bhari hai
Tu hai koi moorat ya koi paree hai
Tauba tauba ye jalwe
Kaise koi na baheke

Pyaar si moorath
Bholi se soorath phool ki jaise ho pankari
Tera badan hai ya hai koi rass ki gagar chalak padi
Gheri nasheeli gheri neeli aankhon mein
Hai masthee bari
Hont gulaabi muskaai tho chalke ek moti ki lari
Husne ki malka khwaabon ki rani tere jaisa koi nahin
Is duniya mein laakhon haseen hai lekin aisa koi nahin

Tauba tauba ye jalwe
Kaise koi na baheke

Hai ye chaand jaisa chehra aur qawal ki gardan
Morni si chaal hai teri
hirni jaisee chal chal ki kawan
Tu jahan jahan se guzare mehkee wo rahein sari
Rang rang tu chalke tho mehkee nigaahein sari

Chaand nigar mein thandi hawaaein
Pyaar ki mein le jaoonga
Phir mein chaand ke chaandi aur sohne se mehal banaaonga
Taara thor ke laaonga aur
saara mehal sajaaonga
narm mulaim badal mein wahan tere liya bechaoonga

Phoolon se shabnam laoonga phir mein tujhe nehlaoonga
Aur us bheege husne ke jaana aankhon se peejaonga
Tauba taube ye jalwe

Tauba tauba ye jalwe
Kaise koi na baheke
poorey badan mein jaise koi roshni bhari hai
Tu hai koi moorat ya koi paree hai
Tauba tauba ye jalwe
Kaise koi na baheke



Credits
Writer(s): Javed Akhtar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link