Hum Jaise Hai
Kaam kru ghadi ghadi waqt ki koi kadar nahi
Din raat karu ek, kyuki ab aur sabar nahi
Khoon hai junooni, ziddi hai yeh dimag
Dil hai ye pyasa, kamyaabi ki hai aag
Shatranj hai zindigi, behisaab chal tu apne daav
Re befikar, utar chadav koi na hoga tere saath
Unke they sapne chhotey, khush hai wo ab
Tujhey badalni duniya, tere sapne alag
Pakke hai irade par kache ye raste
Manzil ho rahi hai door jiske kabhi hum paas they
Rishtey tootey wo jo kuch khaas they
Jiski aas mai, lete hum har saas they
Lagta ni unke liye mere sapne kuch khaas they
Shayad sapne dekhne ni sikhaye unke baap ne
Ya shayad jo manga wo pakadaya unke haath mai
Hasil krna na ata unhe jo ho na unke aukat mai
Hum jease hai wease sahi
Hum krte wahi jo dil ne hai baatein kahi
Kismat ne sikhaya, har pal hai badaya
Na rukna hume hai kabhi
Hum jease hai wease sahi
Hum krte wahi jo dil ne hai baatein kahi
Kismat ne sikhaya har pal hai badaya
Na rukna hume hai kabhi
Rukja waqt kr dega sab theek, kehte log yahi hai idhar ki reet
Mujhey ni rukna mujhey thamna ab hogi haar ya jeet
Jeetu is toofan se, ya dam tordu mai yahi
Zindigi jeena bhi ek kala hai
Yaha suraj kabhi chada toh kabhi dhala hai
Kya aata hai kya chahta hai kuch samajh ni pata hai
Behaal tu, ye haar thook, suraj tu, la dhoop
Ankhen toh khol, usoolo aur sapno ko tol
Bina apne patte dekhe tu krna fold
Kismat ka kya mol hai, kis pal ka kya jhol hai
Jo karega wo payega kyuki duniya bete ye gol hai
Kaam mai ni bharosa,toh bharose ka kya kaam hai
Bina mehnat, sasta tumhare sapno ka daam hai
Taraki ki seedhi, sidhi ni toh kya
Upar pohuchke, araam he araam hai
Tab tak araam haraam hai

Credits
Writer(s): Qoini
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.