Raaton Ke Saye

Raaton ke saayen ghaney, jab boj dil par bane
Naa to jaale baati, naa ho koyi saathee
Naa to jaale baati, naa ho koyi saathee
Phir bhee naa dar agar bujhein die
Sahar to hai tere liye

Raaton ke saayen ghaney, jab boj dil par bane
Naa to jaale baati, naa ho koyi saathee
Naa to jaale baati, naa ho koyi saathee
Phir bhee naa dar agar bujhein die
Sahar to hai tere liye

Jab bhee muje kabhi koyi jo gam ghere
Lagtaa hai, honge nahin sapane ye poore mere
Jab bhee muje kabhi koyi jo gam ghere
Lagtaa hai, honge nahin sapane ye poore mere

Kehtha hai dil mujko, "maanaa hain gam tujko
Phir bhee naa dar agar bujhein die
Sahar to hai tere liye"

Jab naa chaman khile mera bahaaron mein
Jab doobane main lagun raaton ke majdhaaron mein
Jab naa chaman khile mera bahaaron mein
Jab doobane main lagun raaton ke majdhaaron mein

Maayoos man dole, par ye gagan bole
"phir bhee naa dar agar bujhein die
Sahar to hai tere liye"

Jab zindagi kisi tarah bahalati nahin
Khaamoshiyon se bhari jab raat dhaltee nahin
Jab zindagi kisi tarah bahalati nahin
Khaamoshiyon se bhari jab raat dhaltee nahin

Tab muskuraaoon main, ye geet gaaun main
Phir bhee naa dar agar bujhein die
Sahar to hai tere liye

Raaton ke saayen ghaney, jab boj dil par bane
Naa to jaale baati, naa ho koyi saathee
Naa to jaale baati, naa ho koyi saathee
Phir bhee naa dar agar bujhein die
Sahar to hai tere liye



Credits
Writer(s): Yogesh, Salil Choudhury
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link