Aap Se Milke
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Sher padhne lage, gungunane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Sher padhne lage, gungunane lage
Pehle mashhur thi apni sanjidgi
Ab to jab dekhiye muskurane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Sher padhne lage, gungunane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Humko logon se milne ka kab shaukh tha
Mehfil aarai ka kab hame jhouq tha
Humko logon se milne ka kab shaukh tha
Mehfil aarai ka kab hame jhouq tha
Aapke waaste humne ye bhi kiya
Milne julne lage, aane jane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan
Aa gayi chand hum mein bhi tabdiliyan
Humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan
Aa gayi chand hum mein bhi tabdiliyan
Ik musawir se bhi ho gayi dosti
Aur ghazale bhi sunne, sunane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Aapke baare mein puuch baitha koi
Kya kahein humse kya badhawasi hui
Aapke baare mein puuch baitha koi
Kya kahein humse kya badhawasi hui
Kehne waali jo thi baatein wo na kahi
Baat jo thi chupani batane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Ishq beghar kare, ishq bedar kare
Ishq ka sach hai koi thikana nahi
Ishq beghar kare, ishq bedar kare
Ishq ka sach hai koi thikana nahi
Hum jo kal tak thikane ke the aadmi
Aapse milke kaise thikane lage
Pehle mashhur thi apni sanjidgi
Ab to jab dekhiye muskurane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Sher padhne lage, gungunane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Sher padhne lage, gungunane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Sher padhne lage, gungunane lage
Pehle mashhur thi apni sanjidgi
Ab to jab dekhiye muskurane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Sher padhne lage, gungunane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Humko logon se milne ka kab shaukh tha
Mehfil aarai ka kab hame jhouq tha
Humko logon se milne ka kab shaukh tha
Mehfil aarai ka kab hame jhouq tha
Aapke waaste humne ye bhi kiya
Milne julne lage, aane jane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan
Aa gayi chand hum mein bhi tabdiliyan
Humne jab aap ki dekhi dilchaspiyan
Aa gayi chand hum mein bhi tabdiliyan
Ik musawir se bhi ho gayi dosti
Aur ghazale bhi sunne, sunane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Aapke baare mein puuch baitha koi
Kya kahein humse kya badhawasi hui
Aapke baare mein puuch baitha koi
Kya kahein humse kya badhawasi hui
Kehne waali jo thi baatein wo na kahi
Baat jo thi chupani batane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Ishq beghar kare, ishq bedar kare
Ishq ka sach hai koi thikana nahi
Ishq beghar kare, ishq bedar kare
Ishq ka sach hai koi thikana nahi
Hum jo kal tak thikane ke the aadmi
Aapse milke kaise thikane lage
Pehle mashhur thi apni sanjidgi
Ab to jab dekhiye muskurane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Sher padhne lage, gungunane lage
Aapse milke hum kuch badal se gaye
Credits
Writer(s): Javed Akhtar, Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.