Rimjhim Ke Tarane Leke Aai Barsaat, Pt. 2 (From "Kala Bazar")
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kisi se vo pehlee mulaaqaat
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kisi se vo pehlee mulaaqaat
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Bhiige tan-man, pade ras kee phuhaar
Pyaar ka sandesa laae barkha, bahaar
Bhiige tan-man, pade ras kee phuhaar
Pyaar ka sandesa laae barkha, bahaar
Main naa boluun...
Main naa boluun, aankhen karen akhiyon se baath
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Sun ke matvaale kaale baadlon ka shor
Room-jhoom, ghum-ghum, naache man ka mor
Sun ke matvaale kaale baadlon ka shor
Room-jhoom, ghum-ghum, naache man ka mor
Sapanon ka saathee chal raha hai mere saath
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kisi se vo pehlee mulaaqaat
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Jab milte ho tum kyun chhidate hain dil ke taar?
Milne ko tumse main kyun tha beqaraar?
Jab milte ho tum kyun chhidate hain dil ke taar?
Milne ko tumse main kyun tha beqaraar?
Rah jaatee hai...
Rah jaatee hai kyun honton tak aake dil kee baath?
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kisi se vo pehlee mulaaqaat
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kisi se vo pehlee mulaaqaat
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kisi se vo pehlee mulaaqaat
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Bhiige tan-man, pade ras kee phuhaar
Pyaar ka sandesa laae barkha, bahaar
Bhiige tan-man, pade ras kee phuhaar
Pyaar ka sandesa laae barkha, bahaar
Main naa boluun...
Main naa boluun, aankhen karen akhiyon se baath
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Sun ke matvaale kaale baadlon ka shor
Room-jhoom, ghum-ghum, naache man ka mor
Sun ke matvaale kaale baadlon ka shor
Room-jhoom, ghum-ghum, naache man ka mor
Sapanon ka saathee chal raha hai mere saath
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kisi se vo pehlee mulaaqaat
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Jab milte ho tum kyun chhidate hain dil ke taar?
Milne ko tumse main kyun tha beqaraar?
Jab milte ho tum kyun chhidate hain dil ke taar?
Milne ko tumse main kyun tha beqaraar?
Rah jaatee hai...
Rah jaatee hai kyun honton tak aake dil kee baath?
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kisi se vo pehlee mulaaqaat
Rimajhim ke taraane leke aayi barasaat
Credits
Writer(s): Shailendra, S.d. Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Gaata Rahe Mera Dil (From "Guide")
- Phoolon Ke Rang Se (From "Prem Pujari")
- Aasman Ke Neeche (From "Jewel Thief")
- Ab To Hai Tumse Har Khushi Apni (From "Abhimaan")
- Khilte Hain Gul Yahan (From "Sharmilee") - Female Vocals
- Tu Kahan Ye Bata (From "Tere Ghar Ke Samne")
- Yeh Dil Na Hota Bechara (From "Jewel Thief")
- Shokhiyon Mein Ghola Jaye (From "Prem Pujari")
- Gun Guna Rahe Hai Bhanvare (From "Aradhana")
- Ab Ke Sajan Sawan Mein (From "Chupke Chupke")
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.