Aadmi Zindagi

Hum musafir hain, ye zindagi hai safar
Ek-dooje se sab ajnabi hain magar
Hum musafir hain, ye zindagi hai safar
Ek-dooje se sab ajnabi hain magar

Is safar mein kisi ko nahi ye khabar
Kab-kahan kis se ho jaaye sambandh kya
Sambandh kya

Aadmi, zindagi aur ye aatma
Aadmi, zindagi aur ye aatma
Dhoondhte hain sabhi tujhko, parmatma

Ye milan jo karaye woh vishwatma, vishwatma
Ye milan jo karaye woh vishwatma, vishwatma

Na bure kaam, na bhale kaam ko
Log toh yaad rakhte hain bas naam ko
Na bure kaam, na bhale kaam ko
Log toh yaad rakhte hain bas naam ko

Pehle vanvaas dete hain ye Ram ko
Pehle vanvaas dete hain ye Ram ko
Phir swagat bhi karte hain ye Ram ka

Aadmi, zindagi aur ye aatma
Aadmi, zindagi aur ye aatma
Dhoondhte hain sabhi tujhko, parmatma

Ye milan jo karaye woh vishwatma, vishwatma
Ye milan jo karaye woh vishwatma, vishwatma

(Vishwatma, vishwatma, vishwatma, vishwatma)
(Vishwatma, vishwatma, vishwatma, vishwatma)



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Vijay Kalyanji Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link