Raeth Ki Tarah

Raeth ki tarah, kaanch ka panchi
Meri zindagi, teri ghulaam kyun
Haath se phisle, toot-ke toote
Haan meri zindagi, teri ghulaam kyun
Raeth ki tarah, kaanch ka panchi
Meri zindagi, teri ghulaam kyun
Haath se phisle, toot-ke toote
Haan meri zindagi, teri ghulaam kyun

Isko batade, nu nahin hai, tu nahin thi
Mere paas mein ab
Teri yaad mein toot hi jaaye, rooth hi jaaye khud se
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye
Rooth hi jaaye khud se
Raeth ki tarah, kaanch ka panchi
Meri zindagi, teri ghulaam kyun
Haath se phisle, toot-ke toote
Haan meri zindagi, teri ghulaam kyun

Kacchi si eetein, tooti deewarein
Tere sahare thi jo, is zamaane mein
Haanth mein tere thi meri duniya
Mere sahare thi jo kisi zaamane mein
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye
Haan, rooth hi jaaye khud se
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye
Rooth hi jaaye khud se

Ilm hai mujhko tu yaheen kahin hai
Tere aansoo mere rooh mein ravaan kyun
Dikhta nahin kyun in aankhon ko
Dil mein phir bhi tere itne nishaan kyun
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye
Haan, rooth hi jaaye, khud se
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye
Rooth hi jaaye, khud se



Credits
Writer(s): Manan Manan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link