Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
Is karam ka karu shur kaise ada
Joh karam mujh pe mere nabi ne kiya
Mai saja ta hu sarkar ki mehfile
Mujh ko har gam se rab ne bari kar diya
Zikre sarkar ki hai badi barkate
Mil gayi mujh ko sab azmate nehmate
Mai gunah gar tha beamal tha magar
Mustafa ne mujhe jannati kar diya
Lamha lamha hai mujh par nabi ki aata
Dosto aur mangu mai Maula se kya
Kya yeh kam hai ke mere khuda ne mujhe
Apne mehboob ka ummati kar diya
Joh Dar e Mustafa ke ghada ho gaye
Dekhte dekhte kya se kya ho gaye
Aisi chasme karam ki hai sarkar ne
Mujh gada ko sakhi ne sakhi kar diya
Koi muyus lauta na darbar se
Joh bhi manga mila mere sarkar se
Sadqe jau niyazi mai lajpal ke
Dono aalam me mujh ko sakhi kar diya
Joh karam mujh pe mere nabi ne kiya
Mai saja ta hu sarkar ki mehfile
Mujh ko har gam se rab ne bari kar diya
Zikre sarkar ki hai badi barkate
Mil gayi mujh ko sab azmate nehmate
Mai gunah gar tha beamal tha magar
Mustafa ne mujhe jannati kar diya
Lamha lamha hai mujh par nabi ki aata
Dosto aur mangu mai Maula se kya
Kya yeh kam hai ke mere khuda ne mujhe
Apne mehboob ka ummati kar diya
Joh Dar e Mustafa ke ghada ho gaye
Dekhte dekhte kya se kya ho gaye
Aisi chasme karam ki hai sarkar ne
Mujh gada ko sakhi ne sakhi kar diya
Koi muyus lauta na darbar se
Joh bhi manga mila mere sarkar se
Sadqe jau niyazi mai lajpal ke
Dono aalam me mujh ko sakhi kar diya
Credits
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Abdul Sattar Niazi, Faarukh Fateh Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Tumhain Dillagi Bhool Jani Pare Gee
- Aisa Banna Sanwarna Mubarak
- Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada
- Tum Ek Gorakh Dhanda Ho
- Man Atkiya Be Parwah De Naal
- Ze Hall-e-Miskeen
- Sare Nabian Da Nabi Tu Imam
- Na Rukte Hain Aansoo
- Ya Muhammad Madine Bula
- Main Rowan Tenoon Yaad Kar Ke
All Album Tracks: Best of Shahenshah-e-Qawwal Pt. 2, Vol. 112 >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.